Wednesday, October 18, 2006

DIWALI WISHEZZZ...

दीप जलते जगमगाते रहे,
हम आपको आप हमको याद आते रहे
जब तक जिन्दगी है, दुआ है हमारी
"आप चाँद की तरह जगमगाते रहे"
दीपों के पर्व दीपावली की हार्दीक शुभकामनाएँ

1 comment:

Unknown said...

is diwali
kayee rang ke deep jalenge

is diwali yaadon ke kuchh deep jalengay
in deep kee jyothi se dil mein
preet ke laakhon diye jalenge

is diwali
nayee aas ke diye jalenge
apnay swapnil nayan deep mein
sundar sapno ke pushp khilege

is diwali
satya kee aag mein jhoot jalenge

is diwali
preet kee jyot se har dil ko
hum jag mag jyotirmay karenge

i